Islam mein shadi ko ek paak aur muqaddas bandhan kaha gaya hai. Yeh sirf do afrad ka milaap nahi, balke do khandano ke darmiyan ek aham rishte ka aaghaz hota hai.
Har shakhs yeh chahta hai ke uski zindagi ka humsafar uski pasand ka ho, jis ke saath wo zindagi ki raahon mein khushi se chal sake.
Isi khwahish ko hum “manpasand shadi” kehte hain – jahan insaan apni marzi se, pasand se shadi kare.

Kya Islam Manpasand Shadi Ki Ijazat Deta Hai?
Islam mein manpasand shadi bilkul jaiz hai, jab tak dono afrad riza mand hon aur shari’i tor par koi rukawat na ho. Qurani taleemat aur Hadees mein bhi yeh wazeh hai ke aurat aur mard dono ko apne liye rishte ka faisla karne ka haq hai.
Lekin is faislay mein aqalmandi aur duaon ka daakhil bohat zaroori hai, taake zindagi ka yeh ahem faisla barkat wala sabit ho.
Manpasand Shadi Mein Rukawatein Kyun Aati Hain?
Bohat dafa aesa hota hai ke dono afrad riza mand hote hain lekin khandani rukawatein, samaji pressure, ya kisi ki badduaa, bandish, ya jadu tona ke sabab se shadi ka faisla ruk jata hai. Aesi soorat mein sirf zahiri koshish kaafi nahi hoti. Ruhani madad aur Allah se rujoo karna bohat zaroori hota hai.
Qurani Wazifay Aur Rohani Hal
Manpasand shadi ke liye bohat se Qurani wazifay aur rohani tareeqay hain jo asar dikhate hain. Surah Yaseen ka wazifa, Surah Muzammil, aur Durood e Ibrahimi ka amal manpasand rishte ke liye bohot mufeed samjha jata hai.
Magar in amliyat ko mukammal yaqeen aur paaki ke sath karna zaroori hai. Har shakhs ka masla alag hota hai, is liye har kisi ke liye ek hi wazifa kaam nahi karta.
Jab Ruhani Madad Ki Zarurat Mehsoos Ho
Agar aap manpasand shadi ke liye har koshish karke thak chuke hain, lekin har baar rukawat ka samna karte hain, to yeh waqt hai ke aap kisi maahir rohani rehnuma se mashwara lein.
Ruhani masail ka hal sirf Allah ke kalam aur uske izn se hota hai. Ek ache rehnuma se madad lena aapki zindagi ka faisla asaan aur barkat wala bana sakta hai.
Agar aap bhi manpasand shadi ke maslay ka rohani hal chahte hain, to barah-e-karam rabta karein:
📞 Professor Ali Abbas Rizvi
Rohani Ilaj, Istikhara, Bandish Ka Tor aur Manpasand Shadi ka Khas Amal
Call / WhatsApp: 03360176563
